Islamic Quotes


Hamesha us insan k qareb raho jo tumy ” khush ” rakhy
Lekin.
Us insan k aur b qareb raho jo tumay “begair” khush na rah pay….!
Hazrat Ali (A.S)


Hazrat Muhammad  (s.a.w) said: Fahesh Goi jis Cheez mein Hoti Hai
Usko Aebdaar karti hai,
Aur Haya jis Cheez mein Hoti Hai
Usko Zeenat Deti Hai. Tirmizi

“Zndgi ki Asal khoobsurti
ye nahin k tum kitne khush ho,
balke zindgi ki asal khoobsurti
to ye h k doosre tum se kitna khush hain”
Imam ALI (a.s)

Irshaad-E-Nabwi (S.A.W) Hai,
“Logon Se Miltay Waqt Muskurana,
Andhay Ko Rasta Dikhana,
Raste Se Pathar Uthana, Sulah Karna,
Aur Neki Ki Baat Batana Bhi Sadqa Jaria Hai.”

Irshad-e-Nabwi(S.A.W)
5 Raaton mein mangi Dua Rad
nahi hoti,
1..27 Rajab
2..15 Shaban
3..Eid.ul.Fittar
4..Eid.ul.Uzhha
5..Jumay ki Raat

Hazrat Imam jafar Sadiq {a.s} nay frmaya
K Hazrat Rasool Kreem {s.a} frmaten hen
Loghon men se behtreen woh shakhas he k jo Ebadat ka Ashiq ho our usay ghalay laghalay
Dilli taor par usay dost rakhta ho
Apnay jisam k saath us ko Anjaam de
Ebadat k liy {DOSRAY AMOOR KO} choorh de
Aisay shakhas ko koi parwah nhn k us ki dunyavi zindghi a’naai se Ghuzar ya sakhati k saath
Reef: Asool e Kaafi
J#3 /S#131

LI(a.s) Ka Ishq Hy Rooh-E-Badn Ka Ujla Pan..,
Tri Samjh Mn Smaey., Bhala Ye Raaz Kahan..
Tujhe ALI(a.s) Sy Mohabbat Nhi., Na Kr Sajdey..
Tera Badan Hi Najis Hy., Tri Namaz kahan..

*. . .Ek din hamare ansoo hum se pooch bethe,
“Humain roz roz kyun bulate ho?”
hum ne kaha “Hum naam-e-Hussain lete hain,
Tum khud hi chale aate ho. . .*

“Musibat me ho to kabhi ye na socho k kon sa dost kaam aye ga !
Balkay ye socho k…
Ab Kon sa dost chor k jayga.”
Hazrat Ali (A.S)




No comments:

Post a Comment