1.Only Paradise is your price and value, so sell yourself for nothing less than that.
2. Patience is the fruit of faith.
3. Momin woh nahin jis ki mehfil paak ho,
Momin woh hai jis ki tanhaii paak ho.
Momin woh hai jis ki tanhaii paak ho.
4.Apne nafs ko is baat pe raazi rakh k isay marna hai,
5.Dost ko daulat ki nigah se mat dekho, Wafa krne walay dost aksar ghareeb hotay han
6.Jub mera jee chahta hai k mein apne rub se baat karoun tou mein namaz parhta houn, or jub mera jee krta hai k mera rub mujh se baat kre tou mein quran parhta houn.
7.ikhlaaq aik dukan hai or zaban iska tala hai, tala khulta hai tou maloom hota hai dukhaan sonay ki ha yah koylay ki.
8.Mere baad yateemo ka khyaal rakhna.
9.Three things bring about love: good temperament, kindness, and humbleness.
10.Sub Se Bara Jahil Wo Hai Jo Aik Pather Se Dou Dafa Thokar Khaye.
11.Yeh Duniya Bhi Kitni Ajeeb Hai, Be’haya Ko Khoobsurat , Dhoke Baaz Ko Aqalmand Aur Emaandar Ko Bewaqoof Samjhti Hai.
12.Do not speak about your money in front of a poor person. Do not speak about your health in front of a sick person. Do not speak about your power in front of a weak person. Do not speak about your happiness in front of a sad person. Do not speak about your freedom in front of a prisoner. Do not speak about your children in front of an infertile person. Do not speak about your mother and father in front of an orphan. Because their wounds cannot bear more.
12.Kill your anger and forgive when you have the power to punish.
13.Apkay pass aik mujrim ko laya gaya jahan logon ka hujoom tha tou Imam Ali ney farmaya: unn chehron par phitkaar ho jo sirf burai aur ruswae key moqa per hi nazar atay hain.
14.Yeh dunya dhalti chahoun hai , tum iskay liyeh baki me rahy tou yeh tumhare liyeh baki nahe rahygi.
15.ilm tumhay rah dekhata hai or amal tumhy maqsad tak pohncha dayta hai.
16.Mujhy Ibadat mein 2 cheezein boht pasand han, sard mousam mein fajar ki namaz or garam mousam me ramzan k rozay.
17.Hazrat Ali (as) se poocha gaya Makhlooq ki is qadar taadaad k bawajood Allah in se kese hisaab lega?
Ap (a.s) ne farmaya, 'Jese inhein rizk ata farmaya'.
18.Insaan is dunya mein itna masroof hota hai k isay pata bhi nahe chalta k iss k kafan ka kapra biknay k liyeh bazaar me agya ha.
19.Agar insaan ko takabur k baray me ALLAH ki narazgi or saza ka ilm ho jaye tou banda sirf farqeeron or ghareebon se milay or matti par betha kre.
20.Not every man with a heart is understanding, nor every man with an ear a listener, and nor every man with eyes able to see.
21.Who dies will see me whether he is a believer or not.
22.I am astonished at those people who when you respect them they disrespect you, and if you disrespect them they respect you.
23.Aye Sehat Ki Tarro Tazgi Rakhne Walo !! Kya Tum Bemariyoun K Toot Parhne K ilawa Kisi Or Cheez Ka Intazar Kr Rahe Ho ?
24.Apni naiki aur dusray k gunnah ka tazkra kisi sey na karo. Kiun k apni naiki ko chupana tumhari Soch ka imtehaan hay aur dusray k gunnah ko chupaana tumharay kirdaar ka imtihaan.
25.Logoun se yaad na krne ka shikwa mat karo kiun k jo insaan apne Rab ko bhool sakta hai wo sub ko bhool sakta hai.
No comments:
Post a Comment