Monday, June 6, 2016

Think About It !!

Utho sub namaz parhein asay k shaid yeh akhri namaz ho Hazrat Ali a.s ka farman bhi hai har namaz asay parho k jese akhri namaz ho..
Hum me se boht logo ka yeh akhri ramzan ho shaid...
Namaz farz hai iski maafi nahe hai , quran me irshad hai, jahanm k logo se jub poocha jayga k tumne asa kya kia jo yahan agaye? To wo kahein ge k hum namaz nahe parte thay...‪
#‎Admin

No comments:

Post a Comment